Bayaan Releases Farda (Official Music Video)

SHARE

bayaan-releases-farda-official-music-video-2

Latest single released by Bayan. The single is titled Farda.

Flawless and tasteful, Bayaan knows all the right notes to play blending harmonies with the effortlessness only good musicians can perfect. Bayaan is fresh raw talent. After performances in heavily publicized and praised ‘Nescafe Basement’, these 5 young boys went on to make a band of their own.

 Bayaan formed in 2014 has 5 members: 

1. Asfar Hussain – Vocals – Bachelors in Musicology from NCA
2. Haider Abbas – Bass – BSc from LUMS
3. Muqueet Shahzad – Guitars – Bsc from LUMS
4. Mansoor Lashari – Drums – BBA from LSE
5. Shahrukh Aslam – Guitars – Bsc from LUMS

Standing true to the meaning of the bands’ name, Bayaan has come up with a wonderfully narrated single ‘Farda’. ‘Farda’ is about hope, looking at the bigger picture of life and finding light in the darkest of times. Farda is recorded and mixed by the very much acclaimed Zulfiqar Jabbar Khan (Xulfi), directed by Director Nescafe Basement Murtaza Niaz (Murzie) whereas the post production work has all taken place at PMR Studio Works.

Audio Player:

The music video can be viewed here:

Lyrics:

Tu sabr hai, abr hai
Karam ki tarha barasta hua

Tu sabr hai, abr hai
Karam ki tarha barasta hua

Chal yaad ki aghosh mein
Ghamon ko chupa ke hasta hua

Ab wafa fana, haya fana
Sach hai aur yeh
Saara shehar apni rahaton ki dhun mein bekhabar
Hai magar, ab yeh aksar
Panchi hawaon mein zindagi ke naghme buntay hain

Farda o Farda kya sochta hai
Haal-e-Adam se kyun bad-gumaan hai
Qatra qatra zindagi hai
Baarish mein bheega tera jahan hai

Kyun noor se duur hai
Kyun chup kay bhanwar mein gumm hai kaheen

Kyun dil mein jo alfaaz hain
Suron pe saja ke kehtay nahein

Tareekion mein jo dooba hai ghar
Subha ki lou bhi jalay ki magar

Ab wafa fana, haya fana
Sach hai aur yeh
Saara shehar apni rahaton ki dhun mein bekhabar
Hai magar, ab yeh aksar
Panchi hawaon mein zindagi ke naghme buntay hain

Farda o Farda kya sochta hai
Haal-e-Adam se kyun bad-gumaan hai
Qatra qatra zindagi hai
Baarish mein bheega tera jahan hai (x2)

Tera jahan hai (x3)

Leave Your Comments Through Facebook