Ifti hits mainstream with YAARIYAN Soundtrack

SHARE
yaariyan GEO TV OST
A couple of months back we introduced a Karachi based talented artist IFTI, whose debut track “Khata” got an overwhelming response on FM Channels & Local Music Websites and was appreciated by many music enthusiasts. The guy has now hit the mainstream with his another rocking song called “Yaariyan”. The song has been taken as a soundtrack for a new high-rated drama serial “Yaariyan” featuring Faisal Qureshi, Aijaz Aslam & Meri Zaat Zarra Benishaan famed Actress “Samia Mumtaz”.

The first episode of “Yaariyan” has been on-aired this monday(14th June) on Geo Entertainment.

Download Audio Yaariyan(OST) by IftI (PakiUM.com Exclusive)

Join the fan brigade of Ifti

Yaariyan OST Geo TV Lyrics

Verse 1

Tanha Alam Mein Waday Tor Ke, Kaisi Un Raahon Pe Hum Aagaye

Chand Kaghazon Pe Rishtay Jor Ke, Pal Hi Pal Mein Woh Chor Jaatay Hain

Bridge 1

Ab Kia Ho Ghum Mujhe, Honay Laga Hai Ab Kam Mujhe

Kismet Mein Kaisi Weeraaniyan

Ab Kia Ho Ghum Mujhe, Honay Laga Hai Ab Kam Mujhe

Dekhein Jo Teri Farebiyaan

Chorus

Kaisi Hain Yeh Yariyan Yariyan Yariyan

Har Koi Chahay Chahay Chahay Chahay Tujhe Milna

Kabhi Kabhi Mil Hi Jati Hai Ban Ke Unhi Dua

Par Apnay To Yaaron Ne Hi Di Yaari Ki Sazaa

Verse 2

Ab Hun Mein Tanha, Tanha Zindagi, Torin Jo Qasmein Meinay Thin Kabhi

Us Dor Se Bandh Janay De Mujhe, Jal Jayein Jismein Yaadein Sub Teri

Bridge 1

Ab Kia Ho Ghum Mujhe, Honay Laga Hai Ab Kam Mujhe

Kaisi Dilon Mein Yeh Dooriyan

Ab Kia Ho Ghum Mujhe, Honay Laga Hai Ab Kam Mujhe

Dekhein Jo Teri Farebiyaan

Chorus

Kaisi Hain Yeh Yariyan Yariyan Yariyan

Har Koi Chahay Chahay Chahay Chahay Tujhe Milna

Kabhi Kabhi Mil Hi Jati Hai Ban Ke Unhi Dua

Par Apnay To Yaaron Ne Hi Di Yaari Ki Sazaa

Interlude

Chor De, Chor De, Chor De

Ghum Se Tu Mun Mor Le

Meri Bechainiyon Ka Sabab

Chubnay Laga Ab Mujhe

Ending Chorus

Yaari, Kaisi Hai Yaari x 6

Yaari Yaari Yaari Yariyan

Yaari Yaari Yaari Yariyan

Yaari Yaari Yaari Yariyan

Yaari Yaari Yaari Yariyan

Leave Your Comments Through Facebook